Skip to content

School Software Lifetime Setup Guide in Hindi

school-erp-software-app-for-mobile-laptop

Dear reader, aapko ye jankar bahut achha lagega ki ab aap bhi apne school ke liye swyam ka school software setup kar sakte hain.

Iske liye apko jyada kuch technical Knowledge ki bhi aavasyakta nhi hai. Kyoki me yaha apko poori sahayta karne wala hu.

School Software ko setup karne se pahle aapko ye janna jaroori hai, ki apko school software ko setup karne ke liye kon kon ki chijo ko need hogi. Aur kitna kharcha hone wala hai.

To my dear friends, apko jyada kuch chijo ki avashyakta nhi padegi apko sirf ye 4-5 chije hi kharidna hogi. Aur fir aap apne swyam ka school software setup kar sakte hain.

Item List you need to buy for setup School Software

  1. School Software Source Code. [Required]
  2. Android App Source Code. [Required]
  3. Live Class Source Code. [Required]
  4. Domain Name. [Required]
  5. Good Hosting plan. [Required]
  6. Data auto-backup plan. [Optional]
  7. Malware Auto Scan plan. [Optional]
  8. Bulk SMS Plan for Communication. [Required]

Software Source Code

Dekhiye sabse pahli bat to ye hai ki apka school ya college koi bhi ho apko list me diye gaye 1-3 tak ke items ko buy karna sabhi ke liye same hai.

Warning: Hamesha dhyan rakhe ki agar apki achhi service or data security chahiye he to kabhi bhi free software ya service ka use nhi karen. aur na hi nulled or cracked software ka use kare. Kyonki isme virus ho sakte he. Kabhi bhi apka data delete ho sakta hai ya fri apki website hack ho sakti hai.

Process of buying Source Code-

Step One:

Apko ek ek karke 1 se 3 tak ke items link par click karna hai aur product ko add to cart karna hai. Jab teeno product add to cart ho jaye fir checkout par click karke teeno ka ek sath payment karna hai jisse apko alag alag payment gateway ka extra charge evam bank charge nhi lagega.

smartschool buy process3 1024x488 1 - Technical Target

Step Two:

Jab teeno product add to cart ho jaye fir checkout par click karke teeno ka ek sath payment karna hai.

smartschool buy process1 1024x581 2 - Technical Target

Step three:

Ab apko apni basic information enter karke apne Debit Card ya Credit Card ki details enter karna hai jisse payment done ho jayega. Is tarah apki Payment Handling Fees nhi lagegi.

smartschool buy process2 1024x586 1 - Technical Target

Step Four:

Ab aap Source code files ko download kar sakte hai.

Download Source Code 1024x189 1 - Technical Target

Buy a Domain

Domain kisi bhi website ka name hota hai jaise ki meri website ka name hai technicaltarget.in kisi tarah se apke software & website ke liye ek domain ki avashyakta hogi jise aap kisi bhi domain provider se kharid sakte hai.

Lekin me apko suggest karunga ki aap bigrock se domain ko kharide kyonki bigrock apko best price me achhi service deta hai. sath hi sath payment bhi indian currency me hoga. jiske apko koi bhi extra bank charge pay nhi karna padega.

Hosting Type

Ab apko ye dhyan dena he ki apke school me students ki strength kitni hai usi hisab se apko hosting plan buy karna hoga. Hosting kya hoti hai aur kitne type ki hoti hai isliye liye ye article read kar sakte hain.

Data Security & Backup

Item number 6 & 7 ko buy karna ya nhi karna apke upar depend karta hai. Lekin me personally suggest ki apko Data Backup plan & Malware Scan plan buy kar lena chahiye. Taki apke School Software ke data & records safe rahe.

Bulk SMS Provider

Aur ab last me ata he Item number 8 yani ki bulk sms. Normally bulk sms ka use ek sath multiple logo ko msg send karne ke liye kiya jata hai.

School software me bahut se ese features hote he jiske jinke notification ko sms ke madhyam se send kiya jata hai jaise – Fees reminder, Student absent, Homework assign, Result publish etc.

sms notification 1024x557 1 - Technical Target

Apko bulk sms alag se buy karna hote he jinhe aap alag alag service provider se apni need ke anusar alag alag rate par buy kar sakte hai.

Main personally suggest karuga ki aap inse hi buy karen. Kyoki apko ye service or SMS Delivery sabse best provide karege aur sath hi sath billing me indian currency means Rupees ho hogi taki apko extra me bank charges pay nhi karne hoge.

Ham ek andaj me 10000 Bulk sms ko buy karne ka plan karte hai jiski cost with GST approx Rs.3500 padegi.

Hosting Selection

Ab details me baat karte hai ki apko apne school ya collage ke anushar kon si hosting buy karni chahiye.

Small SchoolMedium SchoolBig SchoolBiggest School
Number of Students01 to 200201 to 800801 to 2000More Than 2000
Required Hosting TypeShared HostingCloud HostingReseller HostingVPS Hosting
Price Range in Rupees– Single Domain in 2,000 to 2500.

– Multi Domain in 3,500 to 4,500.

* Click on link for specification & actual price.
– Single Domain in 7,000 to 8,000.

– Multi Domain in 10,000 to 12,000.

* Click on link for specification & actual price.
– Multi Domain Reseller Hosting with cPanel 18,000 to 22,000.

* Click on link for specification & actual price.
– Multi Domain VPS Hosting with cPanel 27,000 to 30,000.


* Click on link for specification & actual price.
Recommend Hosting Provider Reseller ClubReseller ClubBig RockBig Rock
CodeGuard for Auto BackupResellerClubResellerClubBig RockBig Rock
SiteLock for Virus Attack ProtectionResellerClubResellerClubBig RockBig Rock

Isme bhi Apko ek-ek karke Hosting, CodeGuard aur Sitelock items link par click karna hai aur product ko add to cart karna hai. Jab teeno product add to cart ho jaye fir checkout par click karke teeno ka ek sath payment karna hai jisse apko alag alag payment gateway ka extra charge evam bank charge nhi lagega.

Total Investment Chart

Ab ham bat karege ki apko apne school ke liye total kitna investment karna hoga taki aap apne swayam ka School Management System run kar paye.

To aaiye ham table ke madhyam se samajhte hain-

One Time Payment
for Source Code
Yearly Payment for Domain, Hosting, Security & BackupTotal Payment
Small SchoolRs. 11,000Rs. 7,400Rs. 18,400
Medium SchoolRs. 11,000Rs. 12,100Rs. 23,100
Big SchoolRs. 11,000Rs. 20,500Rs. 31,500
Biggest SchoolRs. 11,000Rs. 31,000Rs. 42,000

Installation & Setup Process:

Vaise to apko source code ke sath documentation guide diya jayega jise aap dekh kar aur steps read karke apna school management system software setup kar payege.

Lekin agar apko technical knowledge nhi hai ya fir apse setup karte nhi ban rha hai to ham apki installation & Setup process me help kar sakte hai.

Jiske liye apko hame one time setup fees extra pay karni hogi. To ham ye sab kuch apke liye setup karke provide kar sakte hai.

Setup & installation charge is prakar hai-

One time setup charges of Technical Target
Item NameOne Time Setup ChargesPayment Link
School ERP SoftwareRs. 5,000Pay Online
School WebsiteRs. 3,000Pay Online
School Android AppRs. 5,000Pay Online
Live Class ModuleRs. 1,000Pay Online
Full Source Code at OnceRs. 14,000Pay Online
Onetime setup charge extra Rs.4999 only Pay Online

Conclusion

Dear School, Vaise to aap hamare is article se sari bate school software ke bare me jan chuke honge.

Agar apko apna swayam ka School Software run karna hai to aap upar di gai links ke madhyam se order place kar sakte hai.

Ya fir aap hamare dwara provide kiye gaye Smart School software Plan ko bhi kharid sakte hain. Jisme apko annually payment karna hoga. Lekin Apko time time par aapne wali technical problem ko solve karne ke liye hamari support team apko hamesa help karti hai.

Smart School subscription plan ki jankari ke liye click karen. Aur apne anusar plan ko select karke payment kar sakte hain. ham apko sab kuch setup karke subscription bhi provide karate hai.

Adhik jankari ke liye aap hame +91 7000440991 par call ya whatsapp bhi kar sakte hain.

Hamare subscription me apko koi bhi kisi bhi prakar ka extra charge pay nhi karna hota hai.

Asha karta hu apko hamara ye article bahut helpful laga hoga. Aap is article se related apna experience hamari audience kar sath share karne ke liye niche comment section me comment karoor karen.

Thanks a lot.

Leave a Reply